Dagaa Song Lyrics – Mohd Danish | Himesh Reshammiya

Dagaa Lyrics by Mohd Danish is latest Hindi song with music also given by Himesh Reshammiya. Dagaa song lyrics are written by Sameer.

Dagaa Lyrics - Mohd Danish

Dagaa Song Detail

Singer: Mohd Danish
Composer: Himesh Reshammiya
Lyrics by: Sameer

Dagaa Lyrics

 

Jabse tum dagaa karke
Juda ho gaye
Hum tabaa barbaad fanaa ho gaye

Jabse tum dagaa karke
Juda ho gaye
Hum tabaa barbaad fanaa ho gaye
Hum tabaa barbaad fanaa ho gaye
Hum tabaa barbaad fanaa ho gaye

Ye baat tere liye aam hai
Dil todna toh tera kam hai
Rooh sun dekh kitni magroor hai
Teri adavat toh mashoor hai

Yun hi tadap ke hi mar jaaunga main
Aye dilruba
Rushwa tujhe bhi kar jaaunga main
Aye dilruba

Jee chahta hai du gaali tujhe
Par dil ijazat na deta mujhe
Raaton ko tanha jo soyegi tu
Karke mujhe yaad royegi tu

Roye, roye mera dil bezubaan
Le li tune meri jaan

Jabse tum dagaa karke
Juda ho gaye
Hum tabaa barbaad fanaa ho gaye

Jabse tum dagaa karke
Juda ho gaye
Hum tabaa barbaad fanaa ho gaye
Hum tabaa barbaad fanaa ho gaye
Hum tabaa barbaad fanaa ho gaye

Dagaa Song Video


Post a Comment

0 Comments